SHADFABRICATION INDIA
98725 21630

Shed planner

Choose size and type, see the plan drawing, send it to us.

01 Shed planner

Draw your shed in 10 seconds.

Size chuniye, drawing live banegi. Phir yahi size bhej dijiye, hum call karke baat karenge.

  • Free site visit ki baat
  • Drawing aapke size par
  • Final design load aur use ke hisab se
7,200sq ft floor
6frames approx
7,236sq ft roof sheet approx

Approx numbers (about 25 ft bays, low roof slope). Final design site visit ke baad.

Yeh size bhejein

02 How your shed gets built

Six steps, bolt to roof.

Scroll karein: shed aapke saamne step by step khada hoga.

bolts in the concrete!

  1. 01

    Site visit, drawing & foundation bolts

    Hum site dekhte hain, size aur load ke hisab se drawing banate hain. Phir pedestal me anchor bolts set hote hain.

  2. 02

    Columns stand up

    Fabricated steel columns bolt par khade karke level aur plumb check kiye jaate hain.

  3. 03

    Rafters lifted & joined

    Hydra crane se rafters upar jaate hain, ridge par joint aur welding hoti hai.

  4. 04

    Purlins & bracing

    Purlins aur bracing poore frame ko ek mazboot jaal bana dete hain.

  5. 05

    Roof sheeting

    Colour-coated ya fiber sheet, jo aapke kaam ke liye sahi ho. Roshni ke liye skylight bhi.

  6. 06

    Cladding, gates & handover

    Side cladding, shutter aur finishing ke baad shed aapke haath me.

03 Questions

Pehle yeh jaan lijiye.

Aur kuch poochna hai? Seedha call ya WhatsApp kijiye.

98725 21630

All questions →

Kya aap shed ka design bhi karte ho?

Haan. Site dekh kar size, height aur load ke hisab se drawing banate hain, phir fabrication aur erection.

Shed banne me kitne din lagte hain?

Yeh size, material aur site par depend karta hai. Site visit ke baad hum time saaf bata dete hain.

Kaun si sheet lagate ho?

Colour-coated sheet, fiber sheet aur skylight sheet. Aapke kaam aur budget ke hisab se suggest karte hain.

Purane shed ka extension ya repair karte ho?

Haan. Chalti factory ke saath naya shed jodna aur purane structure ka repair, dono karte hain.

Shed enquiry

Enquiry save hoti hai aur hum call karte hain. Number sirf isi kaam ke liye.